Monday, June 13, 2011

Kahin to hogi wo from Jane Tu Ya Jane Na


Kahin to.. kahin to.
Hogi woh 
Duniya jahan tu mere saaath hain 

Chaha mein chaha tu
Aur jaan bas tere mere zajbaat hain 
Hogi jahan saba teri 
Palkon ki kirano mein 
Lori jahan chand ki 
Sune teri bahon mein...

[Jane na kahan woh duniya hai
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse 
Inti kafa nahi 2

Saasein kho gai hai kiski aahon mein 
Mein kho gai hoon jane kiski baahon mein 
Manzilon se rahe dhondte chali 
Aur kho gai hai manzil kahin rahon mein 
Kahin to kahin to hai nasha
Teri meri har mulakat mein 
Hoton se hoton ko
Chumti o rehete hai hum har baat pe
Kehti hain fiza jahan 
Teri zaameen aasman
Lyricsmasti
Jahan hai tu 
Meri hasi meri khushi 
Meri jaan 

[Jane na kahan woh duniya hai
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse 
Inti kafa nahi ]2.....

No comments:

Post a Comment